Type Here to Get Search Results !

Kabhi Kabhi

Kabhi Kabhi Zindg,i mehmaan ban jati hai,
Ek choti si boond, aasmaan ban jati hai.
Kabhi kabhi Pandit, jaan pyaar ka imaan ban jati hai,
Kabhi kabhi ye dori, maut ka saman ban jati hai.
Kabhi kabhi Jaan ki yaad me, jind gulam ban jati hai,
Kabhi Kabhi kisi ki aankhe, khwahishen tmaam ban jati hai.
Kabhi kabhi dard me bhool, jatin hain chalna saansen,
Kabhi Kabhi joothi shaan k liye, dushman khud ki santaan ban jati hai.
Kabhi Kabhi gum me peete ye, nashe ki dukaan ban jati hai,
Kabhi kabhi payar me ki vaadon, ki baten ehsaan ban jati hain.
Kabhi kabhi jooth bol kr dunia, mahan ban jati hai,
Kabhi kabhi sach ki kati, jubaan ho jati hai.
Kabhi kabhi soch lafzon ki, pehchaan ho jati hai,
Kabhi kabhi toot kr, khuda ko salam ho jati hai.
Kabhi kabhi aashiq ko, zakhame nishaan ho jati hai,
Kabhi kabhi palkon me dab khwahishen, maut ke naam ho jati hai.
Kabhi kabhi 8 june shajre, gulistaan ho jati hai,
Kabhi kabhi 24 jan do palon ki, muskaan ho jati hai.
Kabhi kabhi kr yaad 2 june 9 april ka, jahan ho jati hai,
Kabhi kabhi is payar me zindgi  badnaam, share aam ho jati hai.
Kabhi kabhi Viney dua bhi, nakaam ho jati hai,
Kabhi kabhi us khuda ki door, dukaan ho jati hai.
Kabhi kabhi raushni hr subhah ka, paigaam ho jati hai,
Kabhi kabhi us paigaam ka, mukaam ho  jati hai.
Kabhi kabhi Mandeep se zahir, baten tmam ho jati hain,
Kabhi kabhi Amit ko ye yaaden, sire anjaam ho jati hain.
Kabhi kabhi ye yaaden Sagar ki payasi, kalaam ho jati hai,
Kabhi kabhi yehi yaaden cheer seena, paar ho jati hain.
Kabhi kabhi baat poonam ki ban, talisme saugat jati hai,
Kabhi kabhi ishq me faqiron si, aukaad ho jati hai.
Kabhi kabhi ko shodte shodte, mohobbat kuch khaas ho jati hai,
Yoon hi Pandit teri zindgi Jaan k,i mohtaaz ho jati hai.



© Viney Pushkarna

pandit@writeme.com

www.fb.com/writerpandit
Tags